Halaat
Nikli mai pehn k tere payar wala chola,
Ek dehaktay, barastey, sehra mai.
Bhatakti rehi mai charoun aur,
Dil ki galion kay sairab mai.
Ik Ik jhonka nishter mehsos huwa,
Aur tu bhi to tha shamil har ki waar mai.
Chalti houn, theharti houn, sisakti houn,
Kuch bhi to nahi reha ab mere ikhtayar mai.
Kehtay thaye mujhey jo log apna,
Koi bhi to nahi paas ab in halaat mai.

4 Comments:
the good thing is the theme.. i dunno y.. but yes i like it... n khas tor pay the ending is jus WOW :)
Chalti houn, theharti houn, sisakti houn,
Kuch bhi to nahi reha ab mere ikhtayar mai.
Kehtay thaye mujhey jo log apna,
Koi bhi to nahi paas ab in halaat mai.
look like it is a song,,,,,???
Rythm is good,,,,,,,
Wah Janaab..
very nice... quite touching..
Hum tu hai aik ujrey howey shehr..ki masaal..
Aankein bata rehee hai kai weraan tum bhee ho!
nice nice :)
Post a Comment
<< Home